PARAS
JINGLES FOR PARAS BUFFALO GHEE
· Paras ka naya utpaad,
Jo de aapko
sehat aur swaad.
Iska swaad
hai khaas jo de aapko jeene ke ehsaas.
· Paras ka naya utpaad hai khaas,
Iska swaad
aapko dilaaye jeene ka ehsaas.
· Paras ka naya aaghaz,
Ab
behtar swaad, ek alag andaaz.
· Paras ki ek nayi prastuti,
Aapki
har ek aavashyaktaaon ki hogi purti
RADIO SPOT (PARAS)
Ek aadmi (dusre se )-Sarkar
to badal gayi, ab desh kaise badlega ??
Dusra aadmi (pehle se )- Desh
to tabhi badlega, jab vichaardhaara badlegi.
Pehla aadmi- Vichaardhaara to
tabhi badlegi, jab logon ka taste badlega.
Dusra aadmi- Taste badalne ka
jisme hai saahas, wo aur koi nahin wo hai paaras.
Signing off statement-
“Paaras ka ek naya aaghaz,
Ab behtar swaad, ek alag andaaz.”
No comments:
Post a Comment